THE BEST SONGS OF DN MADHOK – PART V – 1947 TO 1950

These songs are reproduction and compilation of posts on my Facebook group Lyrical.

I hope you liked songs of Part IV.

Lets take up songs of Part V.

Day #36, Song #106
Jab badal ghir ghir aayenge

When we broke off last, eleven days ago, I had given you five songs from the 1947 movie Do Dil.

(Courtesy: cinestaan.com)

His next ,movie in 1947 was an M Sadiq movie Dak Bangla starring Vasti, Suraiya, Gope, Ismail, and Kamal Kapoor.

Naresh Bhattacharya composed following songs penned by Deena Nath Madhok, our current great lyricist:

1. Jab Badal Ghir Ghir Aayenge Mukesh, Suraiya
2. Jab Baite Baite Dil Bhar Aaye Mohammed Rafi
3. Ho Ho Chandni Raat Hai Suraiya
4. Raat Andheri Chamke Tare Zohrabai Ambalewali
5. Jiya Bhar Aaya Mora Nain Bhar Aaye Suraiya
6. Aison Se Ji Na Lagaaye Koi Suraiya
7. Pipal Ki Chhaanv Men Thandi Thandi Hawaaon Men Suraiya
8. Ghir Ghir Aaye Baadal Kare Suraiya

Lets listen to this beautiful duet between Suraiya and Mukesh.

Please enjoy: Jab badal ghir ghir aayenge…

jab badal ghir ghir aayenge
kaho ji kit jayenge
kit jayenge
jab badal ghir ghir aayenge
kaho ji kit jayenge
kit jayenge
jab badal ghir ghir aayenge
kasam tori
kasam tori kal na payenge
jab badal ghir ghir aayenge
jab badal ghir ghir aayenge
kasam tori
kasam tori kal na payenge
jab badal ghir ghir aayenge

ram kare abke sawan na aaye
ram kare abke sawan na aaye
aur baras baras kar badal na tarsaye
aur baras baras kar badal na tarsaye
aise bol na bol
mar jayenge
aise bol na bol
mar jayenge
haye re kasam tori kal na payenge
jab badal ghir ghir aayenge
jab badal ghir ghir aayenge
kasam tori
kasam tori kal na payenge
jab badal ghir ghir aayenge
jab badal ghir ghir aayenge
kaho ji kit jayenge
kit jayenge

saanch kahu sajan mere
jee na laage bin tere
saanch kahu sajan mere
jee na laage bin tere
aatho pahar mohe yaad tihari rahe hai ghere
ae aatho pahar mohe yaad tihari rahe hai ghere
aise bol na bol
mar jayenge
aise bol na bol
mar jayenge
haye re kasam tori kal na payenge
jab badal ghir ghir aayenge
jab badal ghir ghir aayenge
kasam tori
kasam tori kal na payenge
jab badal ghir ghir aayenge
jab badal ghir ghir aayenge
kaho ji kit jayenge
kit jayenge

Day #36, Song #107
Jab tumhi nahin apne duniya hi begani hai

(Courtesy: en.wikipedia.org)

Ladies and gentlemen, that brings us to his 1947 movie Parwana and I am excited about that since some of his best songs are in this movie.

The movie was directed by JK Nanda and starred K L Sehgal, Suraiya, K N Singh, and Najma Nazir.

Now you would recall that KL Saigal died on 18 Jan 1947. This movie was released many months after his death.

Khursheed Anwar composed the following songs penned by DN Madhok and sung mainly by KL Saigal, Suraiya and Rajkumari:

1. Jine Ka Dhang Sikhaye Ja KL Saigal
2. Tut Gaye Sab Sapne Mere Ye Do Naina KL Saigal
3. Us Mast Nazar Pe Padi Jo Nazar KL Saigal
4. Aa Ja Balma Re Nagri Dar Lage Suraiya
5. Mohabbat Me Kabhi Aisi Bhi Halat KL Saigal
6. Jab Tumhi Nahin Apne Duniya Hi Begani Hai Suraiya
7. Saiyya Ne Ungli Marori Re Rajkumari
8.Papi Papiha Re Pi Pi Na Bol Bairi Suraiya
9. Mere Mundere Na Bol Ja Kaga Kaga Ja Suraiya
10. Ae Phul Hans Ke Bag Me Kaliyan Khilaye Ja KL Saigal

Let us start with a song that is easily the best song of the movie and also one of the best of Suraiya.

Please enjoy: Jab tumhi nahin apne duniya hi begani hai…

jab tum hi nahi apne, duniya hi begaani hai
jab tum hi nahi apne, duniya hi begaani hai
ulfat jise kahte hai, ik jhuthi kahaani hai
ulfat jise kahte hai, ik jhuthi kahaani hai

jaate hue kyo tumko, is dil ka khayaal aata
jaate hue kyo tumko, is dil ka khayaal aata
tadpa ke chale jaana ik rit puraani hai
tadpa ke chale jaana ik rit puraani hai
jab tum hi nahi apne, duniya hi begaani hai

parvaane ke jalne pe, hansana na tamaashaai
parvaane ke jalne pe, hansana na tamaashaai
hansti hui shama bhi, ik raat ki raani hai
hansti hui shama bhi, ik raat ki raani hai
jab tum hi nahi apne, duniya hi begaani hai
ulfat jise kahte hai, ik jhuthi kahaani hai

Day #36, Song #108
Us mast nazar pe padi jo nazar

We just started taking up songs of the 1947 JK Nanda movie Parwana starring KL Saigal as Inder and Suraiya as Gopi. The first song that I gave you was composed by Khurshid Anwar.

The next one was composed by Khemchand Prakash and KL Saigal sang for himself.

Please remember that the movie was released a few months after Saigal’s death on 18 Jan 1947.

Please enjoy: Us mast nazar pe padi jo nazar…

us mast nazar pe padi jo nazar
kajre ne kaha mat dekho idhar
maine kaha mai to dekhunga
kajre na kaha dekho ji magar ai ji ulajh na jaana
kahi ulajh na jaana, kahi ulajh na jaana
dekho ji kahi ulajh na jaana

sundar mukhada nain suhaane
sundar mukhada nain suhaane
joban ke dwar pe jaise khade ho do mastane
jaise khade ho do mastane
bhari nazar se dekha kisi ne
bhari nazar se dekha kisi ne
bole paas nahi aana, kahi ulajh na jaana
bole paas nahi aana, kahi ulajh na jaana
dekho ji kahi ulajh na jaana

kajre ki jori hanse chori chori
kajre ki jori hanse chori chori
jaadu nazar kaa chala ke
nazar ke sahare adaao ke maare zulfo ka jaal bichha ke
nazar ke sahare adaao ke maare zulfo ka jaal bichha ke
dekh ke haath badhana, kahi ulajh na jaana
dekh ke haath badhana, kahi ulajh na jaana
dekho ji kahi ulajh na jaana

Day #37, Song #109
Jeene ka dhang sikhaye jaa

Before we begin this day, lets take stock:

We are into the 16th year of his career that started with 1932 movie Radhey Shyam. In these 16 years we covered 625 songs from 65 movies. On an average I have shared with you one in six songs.

Yesterday, we took up two songs of the 1947 JK Nanda movie starring Suraiya and KL Saigal; the movie having been released a few months after KL Saigal died on 18 Jan 1947.

(Courtesy: medium.com)

Here is a song beautifully sung by KL Saigal on the composition of Khurshid Anwar. Khwaja Khurshid Anwar, just like DN Madhok, was a versatile artiste: a filmmaker, writer, director and music composer. He migrated to Pakistan in 1952, the country of his birth (though that time part of greater India). In India he was composing since 1941. In Pakistan he started in 1956 and made Noor Jehan popular; she too having migrated to Pakistan.

Please enjoy Saigal singing: Jeene ka dhang sikhaye jaa…

ai phul hans ke baagh me kaliya khilaaye jaa
shabnam ke ashk apanee hansee me chhupaaye jaa

jine kaa dhang sikhaaye jaa
kaanto kee nok par khada muskuraaye jaa
jine kaa dhang sikhaaye jaa

bhanvare ne tere kaan me kuchh gunguna diya – (2)
yeh kah ke raaje jindagee tujhako bata diya – (2)
rote huye jahan me too muskuraaye jaa, too muskuraaye jaa
jine kaa dhang sikhaaye jaa

bulbul kee sadaao me bhee paigham yahee hai – (2)
koyal kee bhee har kuk subah sham yahee hai – (2)
o hanste huye phul tere husn ke sadke
patjhad me kya kare koyee itana bataaye jaa
jine kaa dhang sikhaaye jaa

Day #37, Song #110
Toot gaye sab sapne mere ye do naina

I am sure you must have been stunned with the beauty of the songs of the 1947 JK Nanda movie Parwana; songs having been composed by Khurshid Anwar who started his career in India with the Punjabi movie Kurmai in 1941.

The next song is also a Kundan Lal Saigal song who unfortunately left us a few months before the movie was released.

Please enjoy: Toot gaye sab sapne mere ye do naina…

tut gaye sab sapne mere tut gaye sab sapne mere
ye do naina sawno bhado, barse sanjh savere
tut gaye sab sapne mere

dard nahi par thesh lagai tuta jo dil aawaz ye aayi
dard nahi par thesh lagai tuta jo dil aawaz ye aayi
sukh ki tamanna karne wale sukh nahi bhag me tere
tut gaye sab sapne mere
ye do naina sawan bhado, barse sanjh savere
tut gaye sab sapne mere

dukh ke sataye sukh ke diwane dekh rahe the khwab suhane
dukh ke sataye sukh ke diwane dekh rahe the khwab suhane
aankh khuli to aas ke badle niras khadi thi ghere
tut gaye sab sapne mere
ye do naina sawan bhado, barse sanjh savere
tut gaye sab sapne mere

Day #37, Song #111
Sainyan ne ungli marori re

We are taking up songs of the 1947 JK Nanda movie Parwana starring Suraiya and KL Saigal.

This was the last movie of KL Saigal, the movie having been released a few months after Saigal died on 18 Jan 1947.

The last song that I am giving you was sung by Rajkumari; if DN Madhok was among the first generation of lyricists, Rajkumari was also among the first generation of singers.

Please enjoy: Sainyan ne ungli marori re…

Sainyya ne ungli marodi re
Raam qasam sharma gayi main
Main bulaayen jora jori re
Raam qasam sharma gayi main
Sainyya ne ungli marodi re
Raam qasam sharma gayi main
Main bulaayen jora jori re
Raam qasam sharma gayi main

Bade beimaan hain sainyya hamaare
Sab dekhen wo karen ishaare
Sab dekhen wo karen ishaare
Bolen chal aaja chori chori re
Raam qasam sharma gayi main
Wo bolen chal aaja chori chori re
Raam qasam sharma gayi main
Sainyya ne ungli marodi re
Raam qasam sharma gayi main
Main bulaayen jora jori re
Raam qasam sharma gayi main

Natkhat morey nikat mat aana
Ungli jhatak nahin haath dabaana
Ungli jhatak nahin haath dabaana
Dukhe kalaayi gori gori re
Raam qasam sharma gayi main
O dukhe kalaayi gori gori re
Sainyya ne ungli marodi re
Raam qasam sharma gayi main
Main bulaayen jora jori re
Raam qasam sharma gayi main

Ho o o ek na maani
Mori sainyya naadaan ne
Ho o o ek na maani
Mori sainyya naadaan ne
Haath pakad garwa
Mein daare beimaan ne
Haath pakad garwa
Mein daare beimaan ne
Choli masak gayi mori re
Raam qasam sharma gayi main
Choli masak gayi mori re
Raam qasam sharma gayi main
Main bulaayen jora jori re
Raam qasam sharma gayi main
Sainyya ne ungli marodi re
Raam qasam sharma gayi main.

Day #38, Song #112
Aankh ke pani aankh mein rah

(Courtesy: imdb.com)

His next movie in 1947 was Pagdandi, a Ram Narain Dave movie starring Akhtar Khan and Padma, Shyam Lal, Asha Posley, and Om Prakash.

Once again, after the success of Parwana songs, it was Khurshid Anwar who composed DN Madhok’s songs:

1. Aankh Ke Paanee Aankh Me Rah Munawar Sultana
2. Ik Bawara Panchi Nadiya Ke Kinare
3. Balama Patavaaree Ho Gaye Munawar Sultana
4. O More Raja Ji Mori Gali Aana
5. Rukhsat Hua Jo God Ka Pala Jhukaye Sa
6. Ae Lo Baadal Aaye Wo Nahi Aaye Re
7. Ambuvaa Pe Gaae Koyaliyaa Gaane Zinat Begam
8. Jhulanaa Dalaa De More Sayyaan Ko Bulaa De Zinat Begam, Munawar Sultana
9. Pardesi Balam Aayi Ghata Ghanghor
10. Tum Jug Jug Jiyo Jahan Me Man Ke Jaaye Zinat Begam

I have already told you that Zinat or Zeenat Begum was a Kothewali who was the discovery of Pandit Amar Nath.

Munawar Sultana was an actress who was contemporary with Noor Jahan, Swaran Lata and Ragini. She was the actress of Shakeel Badayuni’s first song ever in Hindi movies, that of 1947 movie Dard: Afsana likh rahi hoon.

So lets listen to Munawar Sultana singing this beautiful number. Please marvel at the beauty of DN Madhok’s lyrics.

Please enjoy: Aankh ke pani aankh mein rah...

aankh ke paani aankh me rah
ban ke kisi ki nishaani
aankh ke paani aankh me rah
ban ke kisi ki nishaani

mithi mithi piden, dil me mere ghar banaaye
mithi mithi piden, dil me mere ghar banaaye
saanjh savere ho jab bhi
tu hi tu yaad aaye
saanjh savere ho jab bhi
tu hi tu yaad aaye
bachpan aise jaaye mera
bachpan aise jaaye mera
kaise jaaye jawaani, kaise jaaye javaani
aankh ke paani aankh me rah
ban ke kisi ki nishaani

sapno me mil lena waada kiya ke
sapno me mil lena waada kiya ke
waha pe to pahre na honge na daake
waha pe to pahre na honge na daake
jab lag aankh khule palko me
jab lag aankh khule palko me
aansu mile nishaani, aansu mile nishaani
aankh ke paani aankh me rah
ban ke kisi ki nishaani

Day #38, Song #113
Ae lo badal aaye wo nahin aaye ree

Today we started taking up songs of the 1947 Ram Narain Dave movie Pagdandi, also composed by Khurshid Anwar, just like the movie Parwana before it.

We took up one song sung by Munawar Sultana (Also written as Munawwar Sultana).

Now here is a song sung by Zeenat Begum, the find of Pandit Amar Nath.

Please enjoy: Ae lo badal aaye wo nahin aaye ree…

ae lo badal aaye wo nahi aaye re nahi aaye re
ae lo badal aaye ghat dekh dekh jiya jaye ri
jaye ri ae lo badal aaye ae lo badal aaye

apni garaj ko chala aave bedardi
meri garaj ko na aaye
haye re haye meri garaj ko na aaye
din to kaise kaise bite ratiya kon bitaye
ab tum hi kaho ji ab tum hi kaho
ab tum hi kaho ji ab tum hi kaho
tum dil se na mere nikale haye ae lo badal aaye

aise sang preet lagake kon fal paye hai
aise sang preet lagake kon fal paye hai
choti si hai jaan hamari jise vo thadpaye hai
ab tum hi kaho ji ab tum hi kaho
ab tum hi kaho ji ab tum hi kaho
tum dil se na mere nikale haye ae lo badal aaye

Day #38, Song #114
Vatan ki maati haath mein lekar

And now we turn to the next movie in 1947 Gaon for which DN Madhok penned the songs.

It was directed by Dwarka Khosla and starred Karan Dewan (who acted opposite Swaran Lata in 1944 movie Rattan with some of the best songs of DN Madhok composed by Naushad), Rajkumari, Indu, Ramayan Tiwari and Mishra.

Khemchand Prakash composed the following songs:

1. Ae Lo Jhum Jhum Aane Lage Rajkumari, Zohrabai Ambalewali
2. Keh Do Kaali Badra Daraye Na Rajkumari
3. More Rote Naina Ro Ro Marenge Rajkumari
4. Preet Laga Ke Kya Phal Paya Karan Dewan
5. Vatan Ki Maati Haath Men Le Kar Mukesh, Geeta Dutt
6. Ganga Ki Bhumi Jamuma Ka Desh Ab Hua Paraya Karan Dewan
7. Lo Phir Raat Chandni Aayi Karan Dewan
8. Naina Besabari More Darsan Bin Mane Na Manna Dey
9. Sona Hai Mitti Jiski Hindustan Hamara Rajkumari, Zohrabai Ambalewali

Lets end tonight with this duet between Geeta Dutt and Mukesh.

(Courtesy: geetadutt.com)

Please enjoy: Vatan ki maati haath mein lekar…

do : vatan ki maati haath me lekar maathe tilak lagaa lo
gi : vatan ki maati haath me lekar maathe tilak lagaa lo
mu : jis maati ne janam diyaa us maati ke gun gaa lo
gi : jis maati ne janam diyaa us maati ke gun gaa lo
ko : vatan ki maati haath

mu : maati ho ke sonaa ugale
gi : maati ho ke sonaa ugale ye sonaa vo sonaa hai
ko : ye sonaa vo sonaa hai
do : chor churaa_e daaku lute khatam kabhi nahi honaa hai
mu : aisi pyaari daulat ko
gi : aisi pyaari daulat ko
do : tan-man se apanaa lo
ko : jis maati ne janam

mu : gairo ne baahar se aa ke
gi : gairo ne baahar se aa ke
mu : pet bhare yahaan apane
ko : pet bhare yahaan apane
do : sukh ki nid sadaa vo so_e dekhe sukh ke sapane
ko : sukh ki nid sadaa vo so_e dekhe sukh ke sapane
mu : band karo ab ghar ke dvaare
gi : band karo ab ghar ke dvaare
ko : jis maati ne janam

Day #39, Song #115
Chori chori mori atariya pe aaja re

Lets now turn to the year 1948, the 17th year in the career of Deena Nath Madhok; one of the three first generation lyricists in Hindi movies who started writing songs soon after the first talkie Alam Ara in 1931.

We come to the movie called Nao, a movie directed by DN Madhok himself. His choice of composer was Gyan Dutt who had composed many of his songs earlier. The movie starred Babasaheb Phalke award winner Jairaj together with Nigar Sultana, Misra, Dulari, Badri Prasad, Krishan Kumari, and Amir Bano.

Gyan Dutt composed following songs penned by DN Madhok:

1. Chori Chori Mori Atariya Pe Aaja Re Surinder Kaur, Ram Kamlani
2. Ek Nazar Wo Yaad Hai Unki Surinder Kaur
3. Ab Ghar Aa Ja Aa Ja Re Shamshad Begum
4. Bachpan Beeta Din Aaye Surinder Kaur, Shamshad Begum
5. Meri Kahani Sun Ja Shamshad Begum
6. Un Ankhiya Me Dekha Maine Kya Surinder Kaur, Shamshad Begum
7. Sawan Ka Mahina Kaise Jina Sulochana Kadam
8. Ab Tere Bina Mera Nahi Thikana Surinder Kaur
9. Daru Pine Wale Babul
10. Tum Ho Na Ho Hamare Surinder Kaur

Please enjoy the Nightingale of Punjab Surinder Kaur and Ram Kamlani singing: Chori chori mori atariya pe aaja re…

chori chori mori atariya pe aaja re
mori nanad gayi jal bharne na ji na ji main na
ab aau mori gori ri ulfat se laga dil darne
chori chori mori atariya pe aaja re
mori nanad gayi jal bharne na ji na ji main na
ab aau mori gori ri ulfat se laga dil darne

tohe meri kasam aa balam ho
tohe meri kasam aa balam ho
mohe kuch na kaho ji mohe kuch na kaho
kuch na kaho ji mohe kuch na kaho
mere dil ke andar jhak jara
jhak jara kisne isme hai dard bhara
kisne isme hai dard bhara o dard bhare dilwali ho
tohe aag laga di dilbar ne ulfat se laga dil darne
chori chori mori atariya pe aaja re
mori nanad gayi jal bharne na ji na ji main na
ab aau mori gori ri ulfat se laga dil darne

ek kinare main khadi
duje kinare khada mera banwari
ek kinare main khadi
duje kinare khada mera banwari
bich bahe jamuna ki nadiya
rakh le laz hamari laz hamari
in do naino se haye dekhle
dekh le lage jharokhe jharne
ulfat se laga dil darne
chori chori mori atariya pe aaja re
mori nanad gayi jal bharne na ji na ji mai na
ab aau mori gori ri ulfat se laga dil darne

Day #39, Song #116
Ek nazar wo yaad hai unaki

We just started taking up songs of DN Madhok’s 1948 movie Nao starring Jairaj and Nigar Sultana. All the ten songs penned by him were composed by Gyan Dutt.

We took up a heart warming duet between Surinder Kaur and Ram Kamlani: Chori chori mori atariya pe.

Here is now a sad song sung by Surinder Kaur.

Please enjoy: Ek nazar wo yaad hai unaki…

ek najar wo yaad hai unki
jisne dil par waar kiya
ek najar wo yaad hai unki
jisne dil par waar kiya
ek najar ab dekh ke rou
haye re kyo pyar kiya
ek najar wo yaad hai

ek najar ne ek nayi
duniya hi basa di mere liye
ek najar ne ek nayi
duniya hi basa di mere liye
ek najar ne sari duniya se
hamko bejaar kiya
ek najar wo yaad hai

ek najar mein sau sau armaan
dekhe the un aankhi mein
ek najar mein sau sau armaan
dekhe the un aankhi mein
un aankho ki ek najar ne
jina bhi dushwar kiya
ek najar wo yaad hai unki
jisne dil par waar kiya
ek najar wo yaad hai

Day #39, Song #117
Jahan koi na ho

(Courtesy: shimlatimes.in)

Lal Dupatta was his next movie in 1948 as lyricist.

KB Lal was the director and the movie starred Sapru, Madhubala, Ulhas, Gulzar, Neelam, Ranjit Kumari, and Rajan Haksar.

Once again Gyan Dutt composed following songs penned by DN Madhok:

1. Jaha Koi Na Ho Sulochana Kadam
2. Bhala Ho Tera O Roola Dene Wale Geeta Dutt
3. Mere Uljhe Uljhe Sapne Sulajh Na Paye Surinder Kaur
4. Ari O Ab Tere Bin Ram Kamlani, Zohrabai Ambalewali
5. Chalo Jamuna Ke Paar Mohammed Rafi, Sulochana Kadam, Shamshad Begum
6. Jab Jab Gagan Pe Kali Kali Ghata Chaye Surinder Kaur
7. Ari O Albeli Naar Mohammed Rafi, Shamshad Begum
8. Meethi Baate Suna Ke Lubha Ke Koi Geeta Dutt
9. Meri Phool Bagiya Me Shamshad Begum, Surinder Kaur
10. Bujh Gaya Dil Ka Diyaa G. M. Durrani
11. Chanchal Man Kahe Dhadke Surinder Kaur
12. Mere Dil Ki Ram Kahani Sun Ja Surinder Kaur

Some of the above songs were penned by Manohar Khanna and Shams Lakhnavi. DN Madhok penned half of them.

Lets listen to what I feel is the best song of the movie sung by Sulochana Kadam.

Please enjoy: Jahan koi na ho…

jaha koi na ho waha chalenge hum
balam duniya wale bure hai teri kasam
jaha koi na ho waha chalenge hum
balam duniya wale bure hai teri kasam
jaha koi na ho

inhe preet ki reet se kya lena hai
inhe preet ki reet se kya lena hai
inhe pyar bhare dilo ko dukh dena hai
inhe pyar bhare dilo ko dukh dena hai
mere dam ke sath ho tera dam
jaha koi na ho waha chalenge hum
balam dunia wale bure hai teri kasam
jaha koi na ho

mujhe kya jo bag me phul khile kaliya chitki
mujhe kya jo bag me phul khile kaliya chitki
kaliyo ko dekh ke gaye koyal bhage phatke
kaliyo ko dekh ke gaye koyal bhage phatke
mere dam ke sath ho tera dam
balam dunia wale bure hai teri kasam
jaha koi na ho waha chalenge hum
balam dunia wale bure hai teri kasam
jaha koi na ho

Day #40, Song #118
Taaron bhari raat hai

We enter the 40th day with DN Madhok with 660 songs from 70 movies behind us.

(Courtesy: cineplot2.com)

His next movie in 1948 was Kajal in which DN Madhok and Shakeel Badayuni wrote their songs together for Ghulam Mohammad.

The movie was a M Sadiq movie starring Suraiya, Jayant, Amir Bano, Gope, Ram K, Cuckoo, and Sharda.

Here are the songs that they wrote:

1. Taaro Bhari Raat Hai Suraiya, Mohammed Rafi
2. Din Pe Din Beete Jaye Suraiya
3. Dil Ke Chaman Me Aa Ram Kamlani
4. Haar Gayi Neha Lagaaye Shamshad Begum
5. Mil Ke Chalo Ram Kamlani
6. Mohe Mera Bachpan La De Balma Suraiya
7. Sawan Ke Din Aaye Balma Shamshad Begum
8. Din Guzra Raat Aayi Suraiya
9. Mere Dil Me Koi Na Aaye Suraiya

We shall be taking up songs #1. #6 and #7 tonight.

The first one is a duet between Suraiya and Mohammad Rafi and a really melodious one at that.

Please enjoy: Taaron bhari raat hai…

taro bhari raat hai par tu nahi
taro bhari raat hai par tu nahi
ye zindagi kya hai
ye zindagi kya hai
tum kahin hum kahin
taro bhari raat hai par tu nahi

man ka panchhi bol utha hai
bol balam tore dil me kya hai, bol balam
man ka panchhi bol utha hai
bol balam tore dil me kya hai, bol balam
mere dil ki baat na puchho
mere dil ki baat na puchho
haye kahin lagta nahi
tum kahin hum kahin
taro bhari raat hai par tu nahi

thodi thodi der me ji bhar bhar aaye hai
apni lagi ke sab jag gun gaaye hai
thodi thodi der me ji bhar bhar aaye hai
apni lagi ke sab jag gun gaaye hai
mere dil ki baat to puchho
mere dil ki baat to puchho
haye kahin lagta nahi
tum kahin hum kahin
taro bhari raat hai par tu nahi
ye zindagi kya hai
ye zindagi kya hai
tum kahin hum kahin
taro bhari raat hai par tu nahi

Day #40, Song #119
Mohe mera bachpan la de balma

We just started taking up songs of 1948 movie Kajal, a M Sadiq movie starring Suraiya and Jayant.

The songs were penned by DN Madhok and Shakeel Badayuni and composed by Ghulam Mohammad.

This second one is a wistful song sung by Suraiya.

Please enjoy: Mohe mera bachpan la de balma…

mohe mera bachpana
mohe mera bachpana la de
balma jawani bhaye na
mohe mera bachpana
mohe mera bachpana
mohe mera bachpana la de
balma jawani bhaye na
mohe mera bachpana

bura ho jawani ka jo dard anokhe layi
dard anokhe layi
bura ho jawani ka jo dard anokhe layi
dil bhar aaya kabhi aankh bhar aayi
dil bhar aaya kabhi aankh bhar aayi
mora nanha sa jiya
mora nanha sa jiya
o o o mora nanha sa jiya
mora nanha sa jiya
chain kahi paye na
mohe mera bachpana
mohe mera bachpana la de
balma jawani bhaye na
mohe mera bachpana

mast hawaye aake chhed jati hai
mast hawaye aake chhed jati hai
taaro bhari ratiya bhi ji ko darati hai
taaro bhari ratiya bhi ji ko darati hai
mora nanha sa jiya
mora nanha sa jiya
o o o mora nanha sa jiya
mora nanha sa jiya
chain kahi paye na
mohe mera bachpana
mohe mera bachpana la de
balma jawani bhaye na
mohe mera bachpana
mohe mera bachpana la de
balma jawani bhaye na
mohe mera bachpana

Day #40, Song #120

And now for the last song of the 1948 M Sadiq movie Kajal starring Suraiya and Jayant.

The songs penned by DN Madhok and Shakeel Badayuni were composed by Ghulam Mohammad who was eight years elder to Naushad but was learning as understudy to the latter. And that accounts for Shakeel also writing these songs.

This song was sung by Shamshad Begum who had more than 1200 songs to her credit.

Please enjoy: Sawan ke din aaye balma…

sawan ke din aaye balma
sawan ke din aaye hai
sawan ke din aaye balma
sawan ke din aaye
tu jaldi jaldi aaja
kale kale badal chaye hai
tu jaldi jaldi aaja
kale kale badal chaye hai
sawan ke din aaye balma
sawan ke din aaye hai

sun mere balam dil ki sunau baat
kate na raat hamari, raat hamari
sun mere balam dil ki sunau baat
kate na raat hamari, raat hamari
ghadi ghadi karwat badlu sataye
yaad tumhari, yaad tumhari ho
ghadi ghadi karwat badlu sataye
yaad tumhari, yaad tumhari
mere dil ka panchi shor machaye
chain na paye, haye
tu jaldi jaldi aaja
kale kale badal chaye hai
tu jaldi jaldi aaja
kale kale badal chaye hai
sawan ke din aaye balma
sawan ke din aaye hai

jab umad umad ke kale kale
badarwa aate hai
jab umad umad ke kale kale
badarwa aate hai
hum sune dil ko tham tham ke
roye roye jate hai
hum sune dil ko tham tham ke
roye roye jate hai
chale gaye jane wale
ye karam jali kit jaye re
tu jaldi jaldi aaja
kale kale badal chaye hai
tu jaldi jaldi aaja
kale kale badal chaye hai
sawan ke din aaye balma
sawan ke din aaye hai
sawan ke din aaye balma
sawan ke din aaye hai

Day #41, Song #121
Chanda ki chandni hai mauj hai

We begin the 41st Day with 1948 movie Chanda Ki Chandni starring Jairaj and E Billimoria. Dwarka Khosla directed the movie.

Gyan Dutt composed the following songs penned by DN Madhok. In the film’s poster I saw that his name was written as simply Madhok.

1. Chanda Ki Chandni Hai Mauj Hai Geeta Dutt
2. Humko Bhula Diya To Yaad Meri Bhulao To Janu Geeta Dutt
3. Ulfat Ke Dard Ka Kabhi Maza Lo Geeta Dutt
4. O Jaadugar Kahe Tihari Geeta Dutt
5. To Bin Hamar Piya Re Sulochana Kadam
6. Jab Kaali Kaali Raate Hongi Geeta Dutt
7. Jab Teri Yaad Aati Hai Geeta Dutt
8. Kaali Kaali Raat Hai Geeta Dutt
9. Piya Bagho Me Papiha Bole Geeta Dutt

Lets listen to the title songs of the movie sung by Geeta Dutt. In this movie, to a young Geeta Dutt (18 years old), Gyan Dutt gave her seven solos to sing and Gyan Dutt was a name to reckon during those days.

Please enjoy: Chanda ki chandni hai mauj hai…

chanda ki chandani hai, mauj hai bahar hai
aan milo balamwa rat majedar hai
aan milo balamwa rat majedar hai
chanda ki chandani hai,mauj hai bahar hai
aan milo balamwa rat majedar hai
aan milo balamwa rat majedar hai

kahi jhurmuth hai sitaro ka, kahi nazar favvaro ka
magar hai hal bura, magar hai hal bura
haye tere do naino ke maro ka, magar hai hal bura haye
tere do naino ke maro ka
tumko ho na ho hamse hamko tumse pyar hai
aan milo balamwa rat majedar hai
chanda ki chandani hai,mauj hai bahar hai
aan milo balamwa rat majedar hai

oji ek tara mohe ankhiya mare, ankhiya mare
aa more sajan ko samjha re, chale bhi aao ke hai
rat gujarne ko kinare
tumko ho na ho hamse hamko tumse pyar hai
aan milo balamwa rat majedar hai
chanda ki chandani hai,mauj hai bahar hai
aan milo balamwa rat majedar hai
aan milo balamwa rat majedar hai

Day #41, Song #122
Maine dekhi jag ki reet meet sab jhoote padh gaye

Barsaat Ki Ek Raat was his next and last movie in 1948.

The movie was directed by G Singh and starred Pran and Begum Parveen.

Following songs penned by DN Madhok, Shaukat Tanvi and Mulkraj Bhakri were composed by Ghulam Haider:

1. Aankh Mila Le Koi Re
2. Duniya-E-Aarzoo Mita Kar Chale Gaye
3. Kismat Bigad Gayi
4. O Maahi Maahi
5. Phir Barsan Lage Naina Matwale
6. Seene Me Tadapta Hua
7. Aayi Re Sakhi Aayi Re
8. Ghata Kaali Kaali Chayi
9. Mere Man Ko Hai Aas
10. O Pardesi Baalma
11. Rimjhim Bundaniya Barsan
12. Tumne Hamari Ek Na Maani

We shall skip all.

(Courtesy: mio.to)

Sunehre Din was his first movie in the year 1949, the 18th year of his career.

With this movie we have Raj Kapoor on the scene with Nigar Sultana. Satish Nigam was the one who directed the movie.

Gyan Dutt, a major music director with Ranjit Moviestone (most of the movies were made by this production company during those days) composed following songs penned by DN Madhok, Shewan Rizvi and Shekar (DN Madhok wrote half of them):

1. Maine dekhi jag ki reet.
2. Baharon ne jise chheda hai.
3. Dil do nainon mein.
4. Dil lagakar unse yaaro.
5. Tum sang akhiyan mila ke.
6. Jiya ka diya piya tim tim hoye.
7. Umangon ke din beete jaayen.
8. Lo ji sun lo tumse kehte hain.
9. Hum mast dilon ko lekar.
10. Thandi thandi hawa jo aaye.

We shall be taking up quite a few of these songs.

Today, though, there are only two slots left and we shall take up the first two.

To start with lets take up a duet sung by Mukesh and Shamshad Begum.

Please enjoy: Maine dekhi jag ki reet meet sab jhoote padh gaye…

maine dekhi jag ki rit mit sab juthe pad gaye
mera balam itna dosh ke tum sang naina lad gaye
mit sab juthe pad gaye
mera balam itna dosh ke tum sang naina lad gaye
mit sab juthe pad gaye
maine dekhi jag ki rit mit sab juthe pad gaye

rasiya sataye hame ab jan jan ke
bada dukh paya maine dil ka kaha man ke
rasiya sataye hame ab jan jan ke
bada dukh paya maine dil ka kaha man ke
teri meri prit purani re balam kahe ko bigad gaye
mit sab juthe pad gaye
teri meri prit purani re balam kahe ko bigad gaye
mit sab juthe pad gaye
maine dekhi jag ki rit mit sab jhuthe pad gaye

ek dil dukh zamane bhar ke haye re zamane bhar ke
hum to bharoshe re rasiya bas hai tumhare dar ke
mere bhole bhale dil pe sajan kya jadu kar gaye
mit sab juthe pad gaye
mere bhole bhale dil pe sajan kya jadu kar gaye
mit sab juthe pad gaye
maine dekhi jag ki rit mit sab jhuthe pad gaye

aaye bhi wo gaye bhi, aaye bhi wo gaye bhi
mere dil ki rah gayi dil me na ki ji bhar ke batiya
gujari ro ro ke ratiya
mere dil ki rah gayi dil me na ki ji bhar ke batiya
gujari ro ro ke ratiya
ab jiya pukare aaja, ab jiya pukare aaja
aaja do naina bhar gaye mit sab jhuthe pad gaye
maine dekhi jag ki rit mit sab jhuthe pad gaye
mera balam itna dosh ke tum sang naina lad gaye
mit sab jhuthe pad gaye
maine dekhi jag ki rit mit sab jhuthe pad gaye

Day #41, Song #123
Dil do nainon mein bura hua ya bhala hula

We just started taking up songs of the 1948 Satish Nigam movie Sunehre Din starring Raj Kapoor and Nigar Sultana. Gyan Dutt composed ten beautiful songs in the movie and we took up a duet between Mukesh and Shamshad Begum.

We could have taken up the best song of the movie sung by Mukesh for Raj Kapoor: Baharon ne jise chheda hai but it was penned by Shewan Rizvi.

Hence lets take up this beautiful duet between Mukesh and Surinder Kaur.

Please enjoy: Dil do nainon mein bura hua ya bhala hula…

dil do naino me kho gaya
bura hua ya bhala hua
jo hona tha so ho gaya
bura hua ya bhala hua

maine dil se kaha ye ulfat hai
dushvar hai ulfat ki rahe
maine dil se kaha jhutha jag hai
jhuthe jag ki jhuthi chahe
maine dil se kaha ye ulfat hai
dushvar hai ulfat ki rahe
maine dil se kaha jhutha jag hai
jhuthe jag ki jhuthi chahe
dil phir bhi tumhara ho gaya
bura hua ya bhala hua
dil do naino me bura hua ya bhala hua

jag bana hai jab se tumhi kaho
kisne dil dekar sukh paya
jag bana hai jab se tumhi kaho
is husn ne kise na thukraya
jag bana hai jab se tumhi kaho
kisne dil dekar sukh paya
jag bana hai jabase tumhi kaho
is husn ne kise na thukraya
dil phir bhi tumhara ho gaya
bura hua ya bhala hua
dil do naino me bura hua ya bhala hua

Day #42, Song #124
Badal ghir aaye rimjhim pani barse

Today we shall be completing six weeks with DN Madhok, among the first generation of Hindi films lyricists.

I have already given you what I think are 123 of his best songs from a total of 695 songs in 74 movies. We are in the year 1949, that is, 19th year of his glorious career that started with his writing 29 songs for his first movie Radhey Shyam in 1932.

(Courtesy: cinematerial.com)

His next movie in 1949 was Karwat; a Prakash and BR Chopra movie starring Geeta Nizami, Bhagwan and Jeevan.

Hansraj Behl composed the following songs penned by DN Madhok:

1. Badal ghir aaye rimjhim pani barse.
2. Ik rog laga baithi main karke haay.

The other ten songs of the movie were penned by Saifuddin Saif, BR Sharma, Pardes and Saraswati Kumar Deepak.

The first song is a beautiful duet between Geeta Dutt and Asha Bhosle.

Please enjoy: Badal ghir aaye rimjhim pani barse…

o badal ghir aaye
o badal ghir aaye
rimjhim pani barse, jiya mora tarse
jiya mora tarse
tum desh paraye, tum desh paraye
o badal ghir aaye
o badal ghir aaye

phir chhed gayi lo mast hawaye
ye mast hawaye
nanhi nanhi godaniya
birha agni ko aur badhaye
haye aur badhaye
is suni sejariyaa aa aa
dekh jiya ghabraye, tum desh paraye
o badal ghir aaye
o badal ghir aaye
rimjhim pani barse, jiya mora tarse
jiya mora tarse
tum desh paraye, tum desh paraye
o badal ghir aaye
o badal ghir aaye

Day #42, Song #125
Kah do hamen na beqraar kare

That brings us to the year 1950 and the first movie with DN Madhok’s songs was Wafa.

It was a JP Advani movie starring Karan Dewan, Nimmi, Yaqub, Gope, I S Johar, Gulab, Shyam, and Bipin Gupta.

Bulo C Rani and Vinod composed 11 songs for the movie. Only three were penned by DN Madhok. The others were by Hasrat Jaipuri, Aziz Kashmiri and Behzad Lakhnawi.

Here are the three songs of DN Madhok:

1. Ram ji duhai hai.
2. Sun kar gaye Sham hamari.
3. Gehri gehri nindiya mein.

We shall skip all.

(Courtesy: cinestaan.com)

Sabak was his next movie in 1950.

It was an M Sadiq movie starring Karan Dewan, Munawar Sultana, Om Parkesh, Jagirdar, and Jillo.

Alla Rakha Qureshi composed following songs penned by DN Madhok:

1. More Nain Baavare Chham Chham Nir Bahaaye Surinder Kaur
2. Dil Me Shama Jale Tere Intzar Ki Asha Bhosle
3. Aa Ja O Jane Wale Mohammed Rafi
4. Jhank Jharoke Se Tu Mehlo Wale Surinder Kaur, Mohammed Rafi
5. Aahe Jo Mai Na Bharu Surinder Kaur
6. Kah Do Hame Na Bekarar Kare Surinder Kaur, Mohammed Rafi
7. Din Gaya Sham Aayi Surinder Kaur, Asha Bhosle
8. Ambua Ke Ped Suhaane Asha Bhosle, Premlata, Surinder Kaur
9. Ni Sa Ga Ma Pa (Sabak) G. M. Durrani
10. Agar Hansi Me Kabhi Mohammed Rafi, Surinder Kaur

We shall be taking up two songs: One a duet between Surinder Kaur and Mohammad Rafi (Song #6) and a solo by Surinder Kaur (Song #1).

To start with, please enjoy: Kah do hamen na beqraar kare…

kah do hame na bekarar kare
wo jise mera dil pyar kare
wo jise mera dil pyar kare
kah do hame na bekarar kare
wo jise mera dil pyar kare

ghadi ghadi panghat pe aau
bhari gaagri bhar le jau
ghadi ghadi panghat pe aau
bhari gaagri bhar le jau
ghar me badnam bar bar kare
ghar me badnam bar bar kare
wo jise mera dil
wo jise mera dil pyar kare
kah do hame ka bekarar kare
wo jise mera dil pyar kare

dard ke badle dard liya hai
dil ka sauda dil se kiya hai
dard ke badle dard liya hai
dil ka sauda dil se kiya hai
dagre chalat takrar kare
dagre chalat takrar kare
wo jise mera dil
wo jise mera dil pyar kare
kah do hame na bekarar kare
wo jise mera dil pyar kare

lagan lagana kasam nibhana
jal jana jane parwana
lagan lagana kasam nibhana
jal jana jane parwana
aiso pe kaun etbar kare
aiso pe kaun etbar kare
wo jise mera dil
wo jise mera dil pyar kare
kah do hame na bekarar kare
wo jise mera dil pyar kare

Day #42, Song #126
More nain baavare chham chham neer bahayen

I promised you two songs from the 1950 M Sadiq movie Sabak starring Karan Dewan and Munawwar Sultana. The first one that I gave you was a beautiful duet between Surinder Kaur and Mohammad Rafi.

Here is now Surinder Kaur’s solo.

It is a beautiful one and I know you will like it.

Please enjoy: More nain baavare chham chham neer bahayen…

more nain baawre
more nain baawre chham-chham nir bahaaye
tum ho dur sajanva ham dukh kise sunaaye
more nain baawre

kaahe ko dekho hame tum ghur-ghur ke
kaahe ko dekho hame tum ghur-ghur ke
bas ki nahi kuchh mujh majbur ke
bas ki nahi kuchh mujh majbur ke
maangu yahi duaaye, maangu yahi duaaye
hame lag jaaye aah kisi ki ham mar jaaye
more nain baawre
more nain baawre chham-chham nir bahaaye
tum ho dur sajanva ham dukh kise sunaaye
more nain baawre

pyaar ki laaj tore haath more saiyaa re
pyaar ki laaj tore haath more saiyaa re
jag me hansaai na ho padu tore paiyaan re
jag me hansaai na ho padu tore paiyaan re
itni araj gujaaru, itni araj gujaaru
kisi bahaane mil jaana din bite jaaye
more nain baawre
more nain baawre chham-chham nir bahaaye
tum ho dur sajanva ham dukh kise sunaaye
more nain baawre

Day #43, Song #127
Aa jaa O jaane wale

Before we move on to his next movie in the year 1950, I want to give you one more song from the 1950 M Sadiq movie Sabak starring Karan Dewan and Munawar Sultana.

This was sung by Mohammad Rafi.

Please enjoy: Aa jaa O jaane wale…

aaja aaja
aaja aaja o janewale
ye dil ki dunia tumhe bulaye
kuch to kah jao mere dil se
ki dil tadap ke na baith jaye
aaja aaja

jo sair sawan ki chahte ho
bichi hai kadmo me meri aankhe
jo sair sawan ki chahte ho
bichi hai kadmo me meri aankhe
jaha tadap kar
jaha tadap kar har ek hasrat
umad ke aaye baras ke jaye
jaha tadap kar har ek hasrat
umad ke aaye baras ke jaye
aaja aaja

lo aaj ham tumse kah rahe hai
ki hum tumhare bagair kya hai
lo aaj ham tumse kah rahe hai
ki hum tumhare bagair kya hai
ki jaise tuta
ki jaise tuta hua sitara
idhar se aaye udhar ko jaye
ki jaise tuta hua sitara
idhar se aaye udhar ko jaye
aaja aaja o

Day #43, Song #128
Mera nanha naazuk dil baalma

(Courtesy: cineplot.com)

We move on to his next movie in 1950: Raj Rani. It was a Satish Nigam movie starring Rehman, Meena, Shashikala, Sohan, Usha Kiran, and Cuckoo.

Hansraj Behl composed following songs penned by DN Madhok:

1. Dharti Hamari Pe Tu Nit Nit Surinder Kaur
2. Bhanwra Beiman Gaye Mohabbat Lata Mangeshkar
3. Lo Pakdo Pakdo Sajanwa Mohammed Rafi, Shamshad Begum
4. O Nargis Ne Aankh Kholi Shamshad Begum
5. Mera Nanha Naazuk Dil Baalma Surinder Kaur
6. Mai Chun Chun Layi Shamshad Begum
7. Na Dil Lage Phulo Me Lata Mangeshkar

The one sung by Surinder Kaur is a beautiful number and she sang it well too.

Please enjoy: Mera nanha naazuk dil baalma…

mera nanha nazuk dil balma todna na
mera nanha nazuk dil balma todna na
meri biyan pakd kar saiya dekho ji chodna na
mera nanha ho mera nanha nazuk dil balma todna na

bada bura hai lagega tut jana
jiya ka tut jana kisi ka ruth jana
bada bura hai lagega tut jana
jiya ka tut jana kisi ka ruth jana
main to marungi roye roye phirungi main khoye khoye
dundaa karungi maut ka hila bahana
main to marugi roi roi firugi main khoi khoi
dundaa karungi maut ka hila bahana
vinti hai balm mar jayenge ham mukh modna na
mera nanha ho mera nanha nazuk dil balma todna na

ham log muhabat wale bade hai bhole bhale o mere matwale
ham log muhabat wale bade hai bhole bhale o mere matwale
dekho dekho jo saja na dena dil ki haye na lena
kar diya hai dil tere hawale
dekho dekho jo saja na dena dil ki haye na lena
kar diya hai dil tere hawale
vinti hai balm mar jayenge ham mukh modna na
mera nanha ho mera nanha nazuk dil balma todna na
meri biyan pakd kar saiya dekho ji chodna na
mera nanha ho mera nanha nazuk dil balma todna na

Day #43, Song #129
Na thamate hain aansu

(Courtesy: learningandcreativity.com)

For the next movie in 1950: Meena Bazaar, he paired with Husnlal Bhagatram, the first music duo in Hindi films. There were 13 songs in the movie; 12 were penned by Qamar Jalalabadi and DN Madhok wrote only one. But, that is a beautiful song.

The movie was a Ravindra Dave movie starring Shyam Kumar, Nargis Dutt, Om Parkesh, Gope, Kuldip Kaur, Sapru, and Chandabai.

The song that he wrote was sung by Mohammad Rafi.

Please enjoy: Na thamate hain aansu…

na thamte hain aansu, na rukte hain naale
meri jindgani hai, gam ke hawaale
na thamte hain aansu, na rukte hain naale
na thamte hain aansu

kaho dard de kar chale jane vale
kaho dard de kar chale jane vale
koi kab talak ye amaanat sambhaale
na thamte hain aansu, na rukte hain naale
na thamte hain aansu

abhi chup hue the abhi ro rahe hain
abhi chup hue the abhi ro rahe hain
o teri yaad me hamane yu din nikaale
na thamte hain aansu, na rukte hain naale
na thamte hain aansu

sisakati hain hasrat tadapte hain armaa
bade bevafa ho are jane wale
na thamte hain aansu, na rukte hain naale
na thamte hain aansu

Day #44, Song #130
Mast hawayon mein thandi thandi chhanv mein

Man Ka Meet was his next movie in 1950, a Ratilal Hemchand Punatar movie starring Nirupa Roy and Manhar Desai.

Sardul Kwatra composed nine songs for the movie and as was the case with last movie Meena Bazaar, DN Madhok wrote only one: Bhulane wale bhulane se bhi.

(Courtesy: cinematerial.com)

Khiladi was the next movie in 1950. Once again, DN Madhok wrote only four out of 11 songs of the movie; the others having been penned by Rajinder Krishan and Nakshab Jarchvi.

All songs were composed by Hansraj Behl. Here are the songs penned by DN Madhok:

1. Mast hawayon mein thandi thandi chhanv mein.
2. Ji bharke mohabbat karle.
3. Ye kaali kaali zulfon.
4. Ye teekhi nainon wale.

The first one is a beautiful song sung by Suraiya.

Please enjoy: Mast hawayon mein thandi thandi chhanv mein…

mast hawao me thandi thandi chaav me
mera dil bole anokhi boliya
hoye mera dil bole anokhi boliya
mast hawao me thandi thandi chaav me
mera dil bole anokhi boliya
hoye mera dil bole anokhi boliya

kabhi kahe tu le chal mujhe
waha jaha nit ki jawani ho
kabhi kahe tu le chal mujhe
waha jaha nit ki jawani ho
na ho subah na ho sham
o jaha nit ki raat suhani ho
jaha nit ki raat suhani ho
jaha main hu wo ho, aur taaro ki toliya
mere dil
mera dil bole anokhi boliya
hoye mera dil bole anokhi boliya
mast hawao me thandi thandi chaav me
mera dil bole anokhi boliya
hoye mera dil bole anokhi boliya

jiya kahe piya ko leke chhup chhup jayenge
kale kale baadlo ki oat
kale kale baadlo ki oat
honth ki duniya se dur dur haye re
jaha dil wale pade hai majbur
haye re
jaha dil wale pade hai majbur
phir janam janam ki pyas mitegi
phir janam janam ki pyas mitegi
bhar lenge dono hum dilo ki jholiya
mera dil
mera dil bole anokhi boliya
hoye mera dil bole anokhi boliya
mast hawao me thandi thandi chaav me
mera dil bole anokhi boliya
hoye mera dil bole anokhi boliya

I hope you liked my choice of songs for Part V.

Please await songs of Part VI.

Author: Sunbyanyname

I have done a long stint in the Indian Navy that lasted for nearly thirty seven years; I rose as far as my somewhat rebellious and irreverent nature allowed me to. On retirement, in Feb 2010, the first thing that occurred to me, and those around me, was that I Flew Over the Cuckoo's Nest (you will find an article with this title in this blog) and hadn't lost all my noodles and hence thought of a blog titled 'This 'n That'. I later realised that every third blog is called 'This 'n That' and changed the name to 'Sunbyanyname'. I detest treading the beaten track. This blog offers me to air 'another way' of looking at things. The idea is not just to entertain but also to bring about a change. Should you feel differently, you are free to leave your comments. You can leave comments even when you agree and want to share your own experience about the topic of the blog post. Impudent or otherwise, I have never been insousciant and I am always concerned about the betterment of community, nation and the world. I hope the visitors of this blog would be able to discern it.

Follow

Get every new post delivered to your Inbox

Join other followers: