A HUNDRED GHAZALS IN HINDI MOVIES – PART III

As I brought out in the introduction of ‘A Hundred Ghazals In Hindi Movies – Part I’, and ‘A Hundred Ghazals In Hindi Movies – Part II’, the ghazal is a poetic form consisting of rhyming couplets and a refrain, with each line sharing the same meter. A ghazal may be understood as a poetic expression of both the pain of loss or separation and the beauty of love in spite of that pain. The form is ancient, originating in ancient Arabic poem in Arabia long before the birth of Islam. The term Ghazal is of North African and Middle Eastern origin. Its root term in Arabic is “gh-zl” and is derived from the Arabian panegyric qasida.

The ghazal spread into South Asia in the 12th century due to the influence of Sufi mystics and the courts of the new Islamic Sultanate. Although the ghazal is most prominently a form of Dari poetry and Urdu poetry, today it is found in the poetry of many languages of the Indian sub-continent.

I gave you 18 Ghazals in Part I starting with Shakeel Badayuni‘s Na milata gham to barbaadi ke afsaane kahan jaate, to Rajinder Krishan‘s Jahan Ara ghazal sung by Talat Mahmood: Phir wohi shaam wohi gham wohi tanhaayi hai. In between I packed ghazals by Kaifi Azmi, Sahir Ludhianvi, Bahadur Shah Zafar, Muztar Khairabadi, Hasrat Mohani, Hasrat Jaipuri, Jaan Nisar Akhtar, Majrooh Sultanpuri, and Farooq Qaiser.

I followed it up with another 18 Ghazals in Part II starting with Mohammad Rafi singing Sahir Ludhianvi‘s ghazal Tum ek baar mohabbat ka imtehaan to do for the 1960 movie Babur, to Lata Mangeshkar singing Jaan Nisar Akhtar‘s Aap youn faaslon se guzarte rahe for the 1977 movie Shankar Hussain. In between I gave you ghazals sung by Mubarak Begum, and ghazals of Mirza Ghalib, Raja Mehdi Ali Khan, Majrooh Sultanpuri, Rajinder Krishan, Gulzar, Bashar Nawaz and Mir Taqi Mir.

Lets resume our journey into the fascinating world of Ghazals.

Ghazal #37

Talat Mehmood

He was born on 24th Feb 1924 in Lucknow. He died on 9th May 1998 in Mumbai. He left behind a legacy of a unique style of playback singing and ghazal singing. Indeed, he was known as the Ghazal King in Hindi films.

talat-mahmood_1

I have already given you his ghazals for the movie Jehan Ara and Dekh Kabira Roya.

His finest ghazal ever was for the 1953 movie Footpath. This is a Sardar Jafri ghazal modified for the film by Majrooh Sultanpuri. It has Khaiyyam‘s gentle music. It is as popular today as it was 62 years ago.

Please enjoy: Shaam-e-gham ki kasam, aaj gamgeen hain ham,
Aa bhi jaa, aa bhi jaa, aaj mere sanam….

shaam-e-Gam kii qasam aaj Gamagii.n hai.n ham
aa bhii jaa aa bhii jaa aaj mere sanam
shaam-e-Gam kii qasam
dil pareshaan hai.n raat viiraan hai.n
dekh jaa kis tarah aaj tanahaa hai.n ham
shaam-e-Gam kii qasam

chain kaisaa jo pahaluu me.n tuu hii nahii.n
maar Daale na dard-e-judaaI kahii.n
rut ha.nsii.n hai.n to kyaa chaa.Ndanii hai to kyaa
chaa.Ndanii zulm hai aur judaaI sitam
shaam-e-Gam kii qasam

ab to aajaa ke ab raat bhii so gaI
zindagii Gam ke seharaav me.n kho gaI (2)
Dhuu.NDhatii hai.n nazar tuu kahaa.N hai.n magar
dekhate dekhate aayaa aa.Nkho.n me.n Gam
shaam-e-Gam kii qasam

https://www.youtube.com/watch?v=9qT1uuxzvGA

Ghazal #38

Talat Mehmood

This is a favourite of mine picturised on V Shantaram and his two wives Jayshree and Sandhya. It is the best of the ghazals of Noor Lucknowi and it has C Ramchandra‘s music. The name of this 1952 movie is Parchhain. Parchhain is cited as one of the films produced by Shantaram that was of “exceptional merit”. The story revolves around a man who is accidentally blinded by a woman whom he falls in love with, only to lose her when he regains his sight.

Please enjoy: Mohabbat hi naa jo samajhe who zaalim pyaar kyaa jaane….

muhabbat hii na jo samajhe, vo zaalim pyaar kyaa jaane
nikalatii dil ke taaro.n se, jo hai jha.nkaar kyaa jaane
muhabbat hii na jo samajhe …

use to qatl karanaa aur ta.Dapaanaa hii aataa hai
galaa kisakaa kaTaa kyuu.Nkar kaTaa talavaar kyaa jaane – 2
muhabbat hii na jo samajhe …

davaa se faayadaa hogaa ki hogaa zahar-e-qaatil se
% zahar-e-qaatil = killer’s poison
maz.r kii kyaa davaa hai ye koii biimaar kyaa jaane
muhabbat hii na jo samajhe …

karo fariyaad sar Takaraa_o apanii jaan de Daalo – 2
ta.Dapate dil kii haalat husn kii diivaar kyaa jaane – 2
muhabbat hii na jo samajhe …

https://www.youtube.com/watch?v=p_gGECgVTUM

Ghazal #39

Talat Mehmood

What did we like about the Jehan Ara ghazal that I had given you earlier? Well, other than Talat Mehmood‘s singing, it had Madan Mohan‘s music.

This combination motivates me to give you another. This too has Rajinder Krishan‘s lyrics. Of course, you know the general story of the 1964 movie Jahan Ara starring Bharat  Bhushan as Mirza Yusuf Changezi and Mala Sinha as Jahan Ara the daughter of Shah Jehan from Mumtaz. Mumtaz, whilst dying takes a promise from Jahan Ara that she, Jahan Ara, would look after Shah Jahan in Mumtaz’s absence and she was forced to sacrifice her love for Mirza. He, however, believed that one day she would return to him. And that’s how this ghazal came about in the form of an epistle from him to her in her isolation.

Rajinder Krishan

Please enjoy: Main teri nazar ka saroor hoon,
Tujhe yaad ho ki naa yaad ho….

mai.n terI nazar kA suruur huu.N
tujhe yaad ho ke nA yaad ho
tere paas rahake bhI dUr huu.N
tujhe yaad ho ke nA yaad ho
mai.n terI nazar kA suruur huu.N

(mujhe aa.Nkh se to giraa diyaa
kaho dil se bhI kyA bhulaa diyaa ) – 2
terI aashiqii kA Guruur huu.N
tujhe yaad ho ke nA yaad ho
mai.n terI nazar kA …

(terI zulf hai mere haath me.n
ke tU aaj bhI mere saath hai ) – 2
tere dil me.n bhI mai.n zaruur huu.N
tujhe yaad ho ke nA yaad ho
mai.n terI nazar kA …

https://www.youtube.com/watch?v=jPZv_2uHMdE

Ghazal #40

Talat Mehmood

Talking about Rajinder Krishan brings me straight to the 1961 movie Chhaya starring Sunil Dutt and Asha Parekh. This ghazal has Salil da‘s music. It is, of course, one of the best ghazals of Talat Mehmood.

Talat Mahmood and Salil Chowdhury
Talat Mahmood and Salil Chowdhury

Please enjoy: Aansu samajh ke kyon mujhe aankh se tune giraa diya….

aa.Nsuu samajh ke kyo.n mujhe aa.Nkh se tuune giraa diyaa
motii kisii ke pyaar kaa miTTii me.n kyo.n milaa diyaa
aa.Nsuu samajh ke kyo.n mujhe

naGmaa huu.N kab magar mujhe apane pe koii naaz thaa -2
gaayaa gayaa huu.N jis pe mai.n TuuTaa huaa vo saaz thaa
jis ne sunaa vo ha.Ns diyaa, ha.Ns ke mujhe rulaa diyaa
aa.Nsuu samajh ke kyo.N mujhe …

jo naa chaman me.n khil sakaa mai.n vo gariib phuul huu.N
jo kuchh bhii huu.N bahaar kii chhoTii sii ek bhuul huu.N
jis ne khilaa ke khud mujhe, khud hii mujhe bhulaa diyaa
aa.Nsuu samajh ke kyo.n mujhe

merii Kataa muaaf mai.n bhuule se aa gayaa yahaa.N
varanaa mujhe bhii hai khabar meraa nahii.n hai ye jahaa.N
Duub chalaa thaa nii.nd me.n achchhaa kiyaa jagaa diyaa
aa.Nsuu samajh ke kyo.n mujhe

https://www.youtube.com/watch?v=cZiooSLGPLE

Ghazal #41

Mohammad Rafi and Mahendra Kapoor

I am sorry but every now and then I have a deep-rooted desire to get back to my favourite poet and lyricist Shakeel Badayuni. This ghazal has been sung by Mohammad Rafi and Mahendra Kapoor together. It is from the 1968 movie Aadmi starring Dilip Kumar, Waheeda Rehman and Manoj Kumar.

Mohammad Rafiand Mahendra Kapoor
Mohammad Rafiand Mahendra Kapoor

Predictably, it has Naushad‘s music.

Please enjoy: Kaisi haseen aaj baharon ki raat hai…

ra: kaisii hasiin aaj bahaaro.n kii raat hai
ek chaa.Nd aasamaa.n pe hai ek mere saath hai

ma : dene vale tuu ne to koii kamii na kii
ab kis ko kyaa milaa ye muqaddar kii baat hai

ra : chhaaya hai husn-o-ishq pe ek ra.ng-e-beKudii
aate hai.n zi.ndagii me.n ye aalam kabhii kabhii
har Gham bhuul jaao khuushii kii baaraat hai
ek chaa.Nd aasamaa.n pe hai ek mere saath hai

ma : aaii hai vo bahaar ki naGame ubal pa.De
aisii khuushii hai ki aa.Nsuu nikal pa.De
ho.nTho.n pe hai.n duaae.n magar dil pe haath hai
ab kis ko kyaa milaa ye muqaddar kii baat hai

ra : mastii simaT ke pyaar ke gulashan me.n aa gaii
ma : merii khuushii bhii aap ke daaman me.n aa gaii
bha.Nvaraa kalii se duur nahii.n saath saath hai

Ghazal #42

Hasan Kamaal

He was born on 1st January 1943 in Lucknow. I have already given you two of his ghazals: one for the movie Nikaah sung by and picturised on Salma Agha: Dil ke armaan aansuyon mein beh gaye and the other for the movie Aitbaar sung by Bhupinder and Asha Bhosle and picturised on Suresh Oberoi and Dimple Kapadia: Kisi nazar ko tera intezzaar aaj bhi hai.

Hasan Kamaal (Pic courtesy: www.youtube.com)
Hasan Kamaal (Pic courtesy: www.youtube.com)

Here is a ghazal of his for the 1985 movie Tawaif sung by Mahendra Kapoor with Ravi‘s music.It is picturised on Rishi Kapoor.

Please enjoy: Tere pyaar ki tamanna gham-e-zindagi ke saaye….

tere pyaar kii tamannaa Gam-e-zi.ndagii ke saaye
ba.Dii tez aa.Ndhiyaa.N hai.n ye chiraaG bujh na jaaye

na fizaa.N hai apane bas me.n na nazar me.n hai kinaaraa
kahii.n mere dil kii kashtii na bha.Nvar me.n Duub jaaye

koii hal tuu hii bataa de mere dil kii kashamakash kaa
tujhe bhuulanaa bhii chaahuu.N terii yaad hii sataaye

hai ajiib dastaa.N kuchh ye hamaarii dastaa.N bhii
kabhii tum samajh na paaye kabhii ham sunaa na paaye

https://www.youtube.com/watch?v=P3Ji_j4vW50

Ghazal #43

Majrooh Sultanpuri

He was born on 1st of Oct 1919 at Sultanpur in Uttar Pradesh. Before his death on 24th May 2000 in Mumbai, he packed in more than five decades of being a lyricist in Hindi movies.

He was a leading light of Progressive Writers Movement. However, his contemporaries felt that he deviated from Urdu shayari and ghazals into popular songs.

Majrooh Sultanpuri (Pic courtesy: www.hindustantimes.com)
Majrooh Sultanpuri (Pic courtesy: www.hindustantimes.com)

Nevertheless, he still ended up writing some beautiful ghazals. One of them was the best of Talat Mehmood and I have already given you that: Shaam-e-gham ki kasam, aaj ghamgeen hain ham…

His most famous ghazal in Hindi movies, however, has been sung by Lata Mangeshkar and has been picturised on Suchitra Sen for the 1966 movie Mamta. Music was composed by Roshan.

Please enjoy: Rehate the kabhi jinake dil mein ham jaan se bhi pyaaron ki tarah…

rahate the kabhii jinake dil me.n
ham jaan se bhii pyaaro.n kii tarah
baiThe hai.n unhii ke kuuche me.n
ham aaj gunahagaaro.n kii tarah – 2

daavaa thaa jinhe.n hamadardii kaa
khud aake na puuchhaa haal kabhii – 2
mahafil me.n bulaayaa hai ham pe – 2
ha.Nsane ko sitamagaaro.n kii tarah – 2
rahate the…

baraso.n se sulagate tan man par
ashko.n ke to chhii.nTe de naa sake – 2
tapate hue dil ke zakhmo.n par – 2
barase bhii to a.ngaaro.n kii tarah – 2
rahate the…

sau rup dhare jiine ke liye
baiThe hai.n hazaaro.n zahar piye – 2
Thokar naa lagaanaa ham khud hai.n – 2
giratii huii diivaaro.n kii tarah – 2
rahate the…

https://www.youtube.com/watch?v=szPnGL5y-gY

Ghazal #44

Majrooh Sultanpuri

His part of the world produced some great Urdu poets and it was felt that he sacrificed serious Urdu poetry in favour of populism.

Yet, he penned some really good ghazals. One of these was a reworded copy of famous Mir Taqi Mir‘s ghazal Patta patta boota boota haal hamaara jaane hai.

MeerTaqi Meer1

He did it for the 1972 movie Ek Nazar starring Amitabh Bachchan and Jaya Bahaduri. It was sung by Mohammad Rafi and Lata Mangeshkar on the music of Laxmikant Pyarelal.

Please enjoy: Patta patta boota boota haal hamaara jaane hai…..

pattaa pattaa buuTaa buuTaa
haal hamaaraa jaane hai, pattaa pattaa…
jaane na jaane gul hii na jaane
baag to saaraa jaane hai, pattaa pattaa…

koii kisii ko chaahe, to kyuu.n gunaah samajhate hai.n log
koii kisii kii khaatir, tarase agar to ha.Nsate hai.n log
begaanaa aalam hai saaraa, yahaa.N to koii hamaaraa
dard nahii.n pahachaane hai, pattaa pattaa…

chaahat ke gul khile.nge, chalatii rahe hazaar aa.Ndhiyaa.N
ham to kisii chaman me.n, baa.Ndhe.nge pyaar kaa aashiyaa.N
ye duniyaa bijalii giraae, ye duniyaa kaa.NTe bichhaae
ishq magar kab maane hai, pattaa pattaa…

dikhalaae.nge jahaa.N ko, kuchh din jo zindagaanii hai aur
kaise na ham mile.nge, hamane bhii dil me.n Thaanii hai aur
abhii matavaale dilo.n kii, muhabbat vaale dilo.n kii
baat koii kyaa jaane hai, pattaa pattaa…

Ghazal #45

Majrooh Sultanpuri

Some of his finest songs were penned for the 1970 Rajinder Singh Puri movie Dastak starring Sanjeev Kumar and Rahana Sultan.

All these had Madan Mohan‘s music.

Please enjoy Lata Mangeshkar singing:
Ham hain mataa-e-kuchaa-o-bazaar ki tarah..

ham hai.n mataa-e-kuuchaa-o-baazaar kii tarah
uThatii hai har nigaah khariidaar kii tarah

vo to kahii.n hai.n aur magar dil ke aas paas
magar dil ke aas paas
phiratii hai koii shah nigaah-e-yaar kii tarah
ham hai.n …

majaruuh likh rahe hai.n vo ahal-e-vafaa kaa naam
ahal-e-vafaa kaa naam
ham bhii kha.De hue hai.n gunahagaar kii tarah
ham hai.n …

Some more ashar from the ghazal that are not used in the film version

is kuu-e-tishnagii me.n bahut hai ke ek jaam
haath aa gayaa hai daulat-e-bedaar kii tarah

siidhii hai raah-e-shauq par yuu.N hii kabhii kabhii
Kam ho ga_ii hai gesuu-e-diladaar kii tarah

ab jaa ke kuchh khulaa hunar-e-naakhuun-e-junuun
zaKm-e-jigar hue lab-o-ruKsaar kii tarah

Ghazal #46

Happy Birthday Shashi Kapoor
(On my Facebook Page Lyrical when this was put up)

He was born on this day, 18th March, in the year 1935. The Kapoor family under the patriarch Prithviraj Kapoor: Raj Kapoor, Shammi Kapoor and Shashi Kapoor gave us some of the most intense and natural acting in the Hindi movies and continue to do so in the third generation of Ranbir Kapoor (grandson of Raj Kapoor from Rishi Kapoor); Karishma and Kareena (granddaughters of Raj Kapoor from Randhir Kapoor); Kunal, Karan and Sanjana Kapoor (children of Shashi Kapoor and Jennifer Kendal).

Each one had/has a unique style of acting. Shashi, for example, emerged as the chocolate boy of Hindi film industry.

It is difficult to imagine him singing ghazals. However, I have already given you a few days earlier his most famous ghazal for the movie Kanyadaan wherein he played the role of a poet. The ghazal was: Meri zindagi mein aate to kuchh aur baat hoti. He just stands and sings in a black achkan and looks cute.

Here is another one of his ghazals for the 1961 movie Dharamputra wherein he acted opposite Indrani Mukherjee. The ghazal writer was Sahir Ludhianvi and the music by N Dutta. The singer is Mahendra Kapoor.

Mohammad Rafi, Talat Mehmood, Indrani Mukherjee, Sahir Ludhianvi and N Dutta (picture courtesy: Bollywoodirect)
Mohammad Rafi, Talat Mehmood, Indrani Mukherjee, Sahir Ludhianvi and N Dutta (picture courtesy: Bollywoodirect)

Please enjoy: Bhool sakta hai bhala kaun tumhaari aankhen….

bhuul sakataa hai bhalaa kaun ye pyaarii aa.Nkhe.n
ra.ng me.n Duubii huii nii.nd se bhaarii aa.Nkhe.n
bhuul sakataa hai bhalaa kaun …

merii har sos ne har soch ne chaahaa hai tumhe.n
jab se dekhaa hai tumhe.n tab se saraahaa hai tumhe.n
bas ga_ii hai.n merii aa.Nkho.n me.n tumhaarii aa.Nkhe.n
ra.ng me.n Duubii huii nii.nd se bhaarii aa.Nkhe.n
bhuul sakataa hai bhalaa kaun …

tum jo nazaro.n ko uThaao to sitaare jhuk jaaye.n
tum jo palko.n ko jhukaao to zamaane ruk jaaye.n
kyuu.N na ban jaaye.n in aa.Nkhon kii pujaarii aa.Nkhen
ra.ng me.n Duubii huii nii.nd se bhaarii aa.Nkhe.n
bhuul sakataa hai bhalaa kaun …

jaagatii raato.n ko sapano.n kaa khazaanaa mil jaaye
tum jo mil jaao to jiine ka bahaanaa mil jaaye
apanii qismat pe kare naaz hamaarii aa.Nkhen
bhuul sakataa hai bhalaa kaun ye pyaarii aa.Nkhe.n
ra.ng me.n Duubii huii nii.nd se bhaarii aa.Nkhe.n
bhuul sakataa hai bhalaa kaun …

https://www.youtube.com/watch?v=gDE2vaArWsY

Ghazal #47

Happy Birthday Shashi Kapoor

Now that through two of his ghazals (both in which he acted as a poet: In Kanyadaan and Dharamputra) I have proved to you that even the chocolate boy of Hindi movies Shashi Kapoor could also act on ghazals, it won’t come as a surprise to you when I give you one of his ghazals that was most popular during our days.

It is from the 1970 movie My Love in which he acted opposite Sharmila Tagore. The ghazal was written by Anand Bakshi and it has Daan Singh’s music. It is one of the best ghazals sung by Mukesh.

Anand Bakshi (Pic courtesy: ibnlive.com)
Anand Bakshi (Pic courtesy: ibnlive.com)

Please enjoy: Zikr hota hai jab qayamat ka tere jalvon ki baat hoti hai….

zikr hotaa hai jab qayaamat kaa tere jalavo.n kii baat hotii hai
tuu jo chaahe to din nikalataa hai tuu jo chaahe to raat hotii hai
zikr hotaa hai jab …

tujhako dekhaa hai merii nazaro.n ne terii taariif ho magar kaise
ke bane ye nazar zubaa.N kaise ke bane ye zubaa.N nazar kaise
naa zubaa.N ko dikhaa_ii detaa hai naa niGaaho.n se baat hotii hai
zikr hotaa hai jab …

tuu chalii aa_e muskuraatii hu_ii to bikhar jaa_e.n har taraf kaliyaa.N
tuu chalii jaa_e uTh ke pahaluu se to uja.D jaa_e.n phuulo.n kii galiyaa.N
jis taraf hotii hai nazar terii us taraf qaayanaat hotii hai
zikr hotaa hai jab …

tuu niGaaho.n se naa pilaa_e to ashq bhii piine vaale piite hai.n
vaise jiine ko to tere bin bhii is zamaane me.n log jiite hai.n
zindagii to usii ko kahate hai.n jo guzar tere saath hotii hai
zikr hotaa hai jab …

https://www.youtube.com/watch?v=6OsS35MlDx4

Ghazal #48

My Dad’s Favourite Ghazal

How well songs and ghazals connect generations! How many times I listened to my father sing the Talat Mehmood version of this ghazal from the 1957 movie Ek Saal starring Ashok Kumar and Madhubala?

These are (both Lata and Talat Mehmood versions) are the strongest lyrics written by Prem Dhawan. Ravi composed the music.

(Pic courtesy: www.youtube.com)
(Pic courtesy: www.youtube.com)

I am giving you both the versions.

Please enjoy: Sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kyaa kiya?

‪#‎Lata‬ version

na puuchho pyaar kii hamane vo haqiiqat dekhii
vafaa ke naam pe bikatii hu_ii ulfat dekhii
kisii ne luuT liyaa aur hame.n Kabar na hu_ii
khulii jo aa.Nkh to barbaad muhabbat dekhii

sab kuchh luTaa ke hosh me.n aa_e to kyaa kiyaa
din me.n agar charaaG jalaa_e to kyaa kiyaa

(mai.n vo kalii huu.N jo na bahaaro.n me.n khil sakii) -2
vo dil huu.N jisako pyaar kii ma.nzil na mil sakii
ma.nzil na mil sakii
patthar pe hamane phuul cha.Dhaa_e to kyaa kiyaa

(jo mil na sakaa pyaar Gam kii shaam to mile)-2
ik bevafaa se pyaar kaa a.njaam to mile
(ai maut jald aa) -2 zaraa aaraam to mile
do din Kushii ke dekh na paa_e to kyaa kiyaa

# Talat version

karate rahe Kizaa.N se ham saudaa bahaar kaa
badalaa diyaa to kyaa ye diyaa unake pyaar kaa

sab kuchh luTaa ke hosh me.n aaye to kyaa kiyaa? -2
din me.n agar charaaG jalaaye to kyaa kiyaa?
sab kuchh luTaa ke hosh me.n aaye to kyaa kiyaa? -2

ham badanasiib pyaar kii rusavaa_ii ban gaye -2
Kud hii lagaa ke aag tamaashaa_ii ban gaye,
tamaashaa_ii ban gaye
daaman se ab ye shole bujhaaye to kyaa kiyaa?
din me.n agar charaaG jalaaye to kyaa kiyaa?
sab kuchh luTaa ke hosh me.n aaye to kyaa kiyaa? -2

le-le ke haar phuulo.n ke aa_ii to thii bahaar -2
nazare.n uThaake hamane hii dekhaa na ek baar
dekhaa na ek baar
aa.Nkho.n se ab ye parade haTaaye to kyaa kiyaa?
din me.n agar charaaG jalaaye to kyaa kiyaa?
sab kuchh luTaa ke hosh me.n aaye to kyaa kiyaa? -2

Ghazal #49

Roshan

Talking about Madhubala, I just can’t get this ghazal out of my system. It haunts me! Sahir has penned it so well that I am often dumb-stuck listening to it. It is from the 1966 movie Barsaat Ki Raat starring her opposite Bharat Bhushan.

Music has been composed by Roshan who really knew how to compose ghazals. No one could have sung it better than Mohammad Rafi.

Roshan

Please enjoy: Mayuus to hoon wade se tere, kuchh aas nahin kuchh aas bhi hai….

maayuus to huu.N vaade se tere
kuchh aas nahii.n kuchh aas bhii hai
mai.n apane Kyaalo.n ke sadake
tuu paas nahii.n aur paas bhii hai
maayuus to huu.N …

hamane to Kushii maa.Ngii thii magar
jo tuune diyaa achchhaa hii diyaa
jis Gam kaa ta_aalluuq ho tujhase
vo raas nahii.n aur raas bhii hai
mai.n apane Kyaalo.n ke …

palako.n se larajate ashqo.n se
tasviir jhalakatii hai terii -2
diidaar kii pyaasii aa.Nkho.n ko
ab pyaas nahii.n aur pyaas bhii hai
mai.n apane Kyaalo.n ke …

https://www.youtube.com/watch?v=GdqPhqhFATs

Ghazal #50

Roshan

In my quest to give you hundred best ghazals in Hindi movies, I have reached the halfway mark.

Lets continue with Roshan. Roshanlal Nagrath was born on 14th July 1917 and has left behind him his sons Rakesh and Rajesh Roshan and grandson Hrithik Roshan to serve the Hindi film industry. He was from Gujranwala in Punjab (now in Pakistan). He moved to Bombay in 1948 and for the next 19 years, until his death on 16th Nov 1967, he created some of the finest music in Hindi films, especially ghazals.

Barsaat Ki Raat itself had three of his gahzals: Mayuus to hoon wade se tere, Zindagi bhar nahin bhoolegi, and Maine shayad tumhen pehle bhi kahin dekha hai.

Another of his ghazal films was Bahu Begum with Hum intezzaar karenge tera qayamat taq (I have already given you that), Log kehate hain tumase kinaara kar lein and this one that I am giving you now.

Picturised on Meena Kumari, it brings the flavour of old time ghazals to you so well. It has been sung by Lata Mangeshkar.

Please enjoy: Duniya kare sawaal to ham kyaa jawaab dein….

duniyaa kare savaal to ham kyaa javaab de.n
tumako na ho Kayaal to ham kyaa javaab de.n
duniyaa kare savaal …

puuchhe koii ki dil ko kahaa.N chho.D aaye hai.n
kis kis se apanaa rishtaa-e-jaa.N to.D aaye hai.n
mushakil ho arz-e-haal to ham kyaa javaab de.n
tumako na ho Kayaal to …

puuchhe koii ki dard-e-vafaa kaun de gayaa
raato.n ko jaagane kii sazaa kaun de gayaa
kahane se ho malaal to ham kyaa javaab de.n
tumako na ho Kayaal to …

https://www.youtube.com/watch?v=YHqdKJMoEoE

Ghazal #50

Roshan

Please note that for a long time, keeping total control on my own emotions, I haven’t given you a Shakeel Badayuni ghazal! Some control this!

Anyway, Roshan worked with Shakeel Badayuni in two movies: 1967 movie Noorjehan starring Pradeep Kumar and Meena Kumari and 1965 movie Bedaag starring Manoj Kumar and Nanda.

Shakeel Badayuni and Roshan Ali

The happier one of these is the Noorjehan one. It has been sung as a duet between Mohammad Rafi and Asha Bhosle.

Please enjoy: Aap jab se kareeb aaye hain,
Pyaar ke rang dil pe chhaye hain….

ra : aap jab se qariib aa_e hai.n
pyaar ke ra.ng dil pe chhaa_e hai.n

jalavaa-e-yaar hai nigaaho.n me.n
phuul bikhare hu_e hai.n raaho.n me.n
duur tak zindagii ke saa_e hai.n
aap jab se qariib …

aa : dil ne halkii sii choT khaa_ii hai
zindagii ab samajh me.n aa_ii hai
ham khud apane nahii.n paraa_e hai.n
aap jab se qariib …

ra : aapase apane dil ko haar ke ham
is qadar Kush hai.n aap hii kii qasam
jaise duniyaa ko jiit laa_e hai.n
aap jab se qariib …

aa : khair ho ishq ke fasaane kii
lag na jaa_e nazar zamaane kii
had se aage qadam ba.Dhaa_e hai.n
aap jab se qariib …

https://www.youtube.com/watch?v=O3yjjserZMU

Ghazal #52

Roshan

I have given you several of Roshan’s ghazals tonight and earlier too. I end with what I regard as his best.

Once again, he bonded well with Sahir Lushianvi (like Shakeel did with Naushad and Ravi) and some of his finest ghazals have been penned by Sahir.

This is from the 1963 movie Taj Mahal starring Pradeep Kumar as Shahjehan and Beena Roy as Mumtaz.

Please enjoy: Jurm-e-ulfat pe hamen log saza dete hain,
Kaise nadaan hain sholon ko hawa dete hain…

jurm-e-ulfat pe hame.n log sazaa dete hai.n – 2
kaise naadaan hai.n, sholo.n ko havaa dete hai.n
kaise naadaan hai.n

hamase dIvaane kahii.n tar ke vafaa karate hai.n – 2
jaan jaaye ki rahe baat nibhaa dete hai.n
jaan jaaye…

aap daulat ke taraazuu mai.n dilo.n ko taule.n – 2
ham mohabbat se mohabbat kA silaa dete hai.n
ham mohabbat se…

taKt kyA chiiz hai aur laal-o-javaahar kyA hai – 2
ishq vAle to khudaa_ii bhI luTa dete hai.n
ishq vaale …

hamane dil de bhI diyaa ehad-e-vafaa le bhI liyaa – 2
aap ab shokh se dede.n jo sazaa dete hai.n
jurm-e-ulfat pe hame.n log sazaa dete hai.n

That brings us to the end of Part III of A Hundred Ghazals in Hindi Movies. We have had a total of 52 ghazals so far.

Please let me know in the comments below if some ghazal of yours should appear in the Top 100. I shall try to accommodate. Only, please remember two things: One, there are still three more parts to go of roughly 16 ghazals per part. And, secondly, these are not the best ghazals in all fora; these are only considered the best that appeared in Hindi movies.

Author: Sunbyanyname

I have done a long stint in the Indian Navy that lasted for nearly thirty seven years; I rose as far as my somewhat rebellious and irreverent nature allowed me to. On retirement, in Feb 2010, the first thing that occurred to me, and those around me, was that I Flew Over the Cuckoo's Nest (you will find an article with this title in this blog) and hadn't lost all my noodles and hence thought of a blog titled 'This 'n That'. I later realised that every third blog is called 'This 'n That' and changed the name to 'Sunbyanyname'. I detest treading the beaten track. This blog offers me to air 'another way' of looking at things. The idea is not just to entertain but also to bring about a change. Should you feel differently, you are free to leave your comments. You can leave comments even when you agree and want to share your own experience about the topic of the blog post. Impudent or otherwise, I have never been insousciant and I am always concerned about the betterment of community, nation and the world. I hope the visitors of this blog would be able to discern it.

2 thoughts on “A HUNDRED GHAZALS IN HINDI MOVIES – PART III”

  1. The collection is as good as the previous 2 parts. In particular I loved the selection of ghazals of Talat, whom I considered the best ghazal singer of that era.

Comments are closed.

Follow

Get every new post delivered to your Inbox

Join other followers: